People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Apun Toh Yaari Mein
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Harfan-Maula/Apun-To-Yaari-Me
mehfil bhi hum sajaaye gana bhi hum sunaye hay
apna to ye dharam hai yaro ke kaam aaye
apun to yari mein apun to yari mein
yari ke liye marta
apun to yaari mein yaro ke liye marta
tere liye kya kya hum ding dong karta
kaun apna puchhnewala yaar hi joru yar hi sala
apun to yari mein yaro ke liye marta
tere liye kya kya hum ding dong karta

main hu anokha mera dil hai nagina
lekar ke aaya dekho kaisi hasina
taal patoti hay gul gul poti
chal hai ke jaise chale dil pe kaichi
chaal hai ke jaise chale dil pe kaichi
jidhar jaye jaalim kayaamat gujarata
apun to yari mein yaro ke liye marta
tere liye kya kya hum ding dong karta

thoda sa tum bhi abhi masti mein aao
hey aaoni baba aisa kya yaar khaali hamko nachao
ye bakad babuba ba bum ba ba bum
hum bhi nachayenga aisa maje mein
hum bhi nachayenga aisa maje mein

tumako bhul jaayega rasta bhi ghar ka
apun to yaari mein yaaron ke liye marta
tere liye kya kya hum ding dong karta
kaun apna puchhane wala yaar hi joru yaar hi sala
apun to yari mein yaro ke liye marta
tere liye kya kya hum
ding dong ding dong ding dong ding dong karta
Jaaye Na Paiyo
Singer: Asha Bhosle
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Harfan-Maula/Jaaye-Na-Paiyo-H
jaye na paiyo
jaye na paiyo hamari gali aayike
jaye na paiyo hamari gali aayike jaye na paiyo
ghayal kar dungi ghayal kar dungi
ghayal kar dungi naina ladaike
jaye na paiyo hamari gali aayike jaye na paiyo

kehne ko babuwa main najuk chhori
gori baiyan hai resham ki dori
kehne ko babuwa main najuk chhori
gori baiyaan hai resham ki dori
maar dalungi maar dalungi
maar dalungi karwa lagayike
jaaye na paiyo jaye na paiyo
hamari gali aayike jaye na paiyo

dilwale aaye aur katte jaye
chalti chhuriya hai mori adaye
dilwale aaye aur katte jaaye
chalti chhuriya hai mori adaye
tukde kar dungi tukde
kar dungi chhurriya chalaike
jaye na paiyo jaye na paiyo
hamari gali aayike jaye na paiyo

jhumoge machloge ghungaru sunke to
kabhi tadpoge payal ki dhun pe
jhumoge machloge ghungaru sunke to
kabhi tadpoge payal ki dhun pe
dank marungi haay dank maarungi
khich wo bajayike
jaye na paiyo aye jaye na paiyo hamari gali aayike
jaye na paiyo hamari gali raaja hamri gali
chhaila hamri gali babuwa mori gali aayike
jaye na paiyo
Dorey Pyaar Ki Na Toote
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Harfan-Maula/Doori-Pyar-Ki-Na
dori pyar ki na tutey
chahey jitna jor lagale duniya
ab tera mera sath na chutey
acha ji
ab tera mera sath na chutey
ji chahey jitna azmaley duniya
dori pyar ki na tutey

woh to kaho ke ham pe muqaddar tha mehrban
tum aj dub jatey toh kya kaheta yeh jahan
kaheta ke jan de di mohabbat me apki
duniya ko milti pyar ki ik aur dastan
yehi bol sachey juthey
sun le to dil me basa le duniya
oh dori pyar ki na tutey

dekhe koi kamal dil-e-bekarar ke
yun di saza ke a hi gaye din bahar ke
yeh churhey nigaha juki, dil dhadak gaya
chehrey pe ane jane lage rang pyar ke
khiley pyar ke gul butey
oye oye
ab hum pe ankh na daley duniya
dori pyar ki na tutey
Sabke Lab Par Naam
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Harfan-Maula/Sabke-Lab-Par-Na
sab ke lab par naam hamara sabke dil me rehte hai
are husn ke malik pyar se hamko harfan maula kehte hai
harfan mein ustad ho lekin maat yahan par khaoge
are ek najar mein dil ki baji haroge lut jaoge

hamare samne aana hai hamare saamne aana hai
to dil thamkar aana hamare samne aana hai
to dil thamkar aana hamare samne aana hai
to dil thamkar aana hamare samne aana hai
to dil thamkar aana ke hum baton hi baton me
ke hum baton hi baton me bana dete hai deewana
ke hum baton hi baton me bana dete hai deewana

hamare ishq se aye husnwalo yu na takrana
hamare ishq se hamare ishq se aye
husnwalo yu na takrana lipat jayega daman
lipat jayega daman se ke deewana to deewana
lipat jayega daman se ke deewana to deewana

hamara husn hai rangin shola iska kya kehna
hamara husn hai hamara husn hai rangin shola iska kya kehana
agar hai jindagi pyari to hamse dur hi rehana
aisa na ho mehfil mein hamari muft mein jaye jaan tumhari
agar hai jindagi agar hai jindagi pyari to hamse dur hi rehana
ki shole se lipatkar ki shole se lipatkar khak ho jata hai parwana
ke hum baton hi baton mein bana dete hai deewana

jal jane ka naam na lijiye nadani se kaam na lijiye
hum thehre aashiq saudayi hogi tumhari hi ruswayi
dilon ki aag kodilon ki aag ko jyada nahi bhadkayiye warna
pakad lenge kalayi haye haye haye haye
pakad lenge kalayi hum toh jaan-e-baat pe marna
bhari mehfil mein aata bhari mehfil mein aata hai
tamasha hamko dikhalana
lipat jayega daman se ke deewana toh deewana

hamse daro jidd na karo aisa na ho aahein bharo
aji chhod tumhe jaye kahan dar pe khade dushman jaan
are dar pe khade dushman jaan dar pe khade dushman jaan
khuda sabka nigehban hai khuda sabaka nigehban hai
bujurgon ka hai farmaana lipat jayega daman se
ke deewana to deewana ke deewana to deewana
ke deewana to deewana ke deewana to deewana
deewana deewana deewana deewana deewana deewana
ke deewana to deewana ke deewana to deewana
Mai Hu Hansi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Harfan-Maula/Main-Hoon-Hansi-
main hoon hansi tumane kaha, main hoon jawaan tumane kaha
sach much kahaan ya maine suna
main hoon hansi tumane kaha, main hoon jawaan tumane kaha
main hoon hansi tumane kaha, main hoon jawaan tumane kaha
sach much kaha ya maine suna
sach much kaha ya maine suna
ye kya kaha phir se kaho
teri aankhon se yaar main chhlakati toh hai
teri aankhon se yaar main chhlakati toh hai
hoy lab tere dekhake pyaas lagati toh hai
phir se dekho sanam tumko meri kasam
dekho na dekho na dekho na dekho na haa aa
main hoon hansi tumne kaha, main hoon jawaan tumne kaha
sach much kaha ya maine suna, ye kya kaha phir se kaho

dil pe rakh do yeh haath, yun na dekho jara
dil pe rakh do yeh haath, yun na dekho jara
haay thodi thandak toh do, dil jale ko jara
aisi jaldi hai kya, hone do faisla
hone do hone do hone do hone do
main hoon hansi tumne kaha, main hoon jawaan tumane kaha
sach much kaha ya maine suna, ye kya kaha phir se kaho

mujhako dilbar tera aasara chaahiye
mujhako dilbar tera aasara chaahiye
ho main pasand aa gayi aur kya chaahiye
jaane mann tera haath, jaane mann tera haath
idhar la idhar la idhar la idhar la, na na na na na